Experts Q&A Search

Posted by kulwant Singh
Punjab
08-04-2020 12:45 PM
Punjab
04-08-2020 07:13 PM
आप उसे Mifex 450ml बोतल लगवाएं और उस बोतल में Tonophos inj. 20ml, Avil Inj. 10ml मिक्स करके (IV) slow लगवाएं और उसे Trineuosole-H injection 5ml, Nurokind 15ml, Macbolit injection injection 400mg लगवाएं
Posted by Hind Wala Qazi
Uttar Pradesh
08-04-2020 12:43 PM
Punjab
04-09-2020 03:29 PM
Aap usko Vitum-h liquid 10ml rojana aur Bovimin-gl liquid 7ml rojana dena suru kren, isse frak padd jayega.
Posted by Pinki Vyas
Rajasthan
08-04-2020 12:40 PM
Punjab
04-09-2020 11:14 PM
Pinki Vyas ji asli kesar ki kheti thande ilake men ki jati hai. yaha par temprature- me hota hai waha par hi ho sakti hai . rajasthan me kesar nai ho sakti ji.
Posted by Chagan m
Rajasthan
08-04-2020 12:33 PM
Punjab
04-10-2020 03:24 PM
haldi ki kheti ke liye badiya jal nikas vali halki aur bhari jameen iske liye badiya hoti hai khet men pani khada nahi hona chahiye kyuki is fasl men pani khade rehne se fungus ka hamla hota hai, iski bijai april ke ant men karni chahiye. isko paniri ke sath bhi ugaya jata hai. is liye june ke pehle hafte paniri ko khet men lga de.paniri ke liye 35-45 din ke paudhon ko khet men lgaye. gantho ko ktar men beeje aur 30 cm ke faasle par bijai aur paudhe men 20 cm ka faasla rakhe. bijai ke bad khet men 2.5 tonn straw se mulch karen. beej ko 3cm se jyada gehra nahi bona chahiye.dhanywad
Posted by Ramesh-Kumar
Jharkhand
08-04-2020 12:30 PM
Punjab
04-09-2020 03:30 PM
aap pashua ka insurance krwa skte hai iske liye aap Rohan Botro se 9815881243 sampark kr skte hai, inse apko purri jankari mill jayegi..
Posted by ASHOK VERMA
Uttar Pradesh
08-04-2020 12:25 PM
Punjab
04-10-2020 11:45 AM
Ashok ji aap iske uper zinc sulphate@3 gram ko prati litre pani ke hisab se spray karen iske ilava aap copper oxychloride@3 gram ko prati litre pani ke hisab se spray karen,dhanywad
Posted by jeenu thakur
Uttar Pradesh
08-04-2020 12:13 PM
Punjab
04-10-2020 03:44 PM
ठाकुर की आप इसके ऊपर NPK 191919 @1 किलो को 150 लीटर पानी के हिसाब से स्प्रे करें|
Posted by shubham
Madhya Pradesh
08-04-2020 12:09 PM
Punjab
04-10-2020 11:54 AM
आप इसकी 3g cutting करे यह बढ़िया ढंग के फल लेने के बढ़िया तरीका है इसकी कटाई के समय पौधे की पहले टहनी से फूल तोड़ दिए जाते हैं इस टहनी के फूल और फल लगभग नर ही होते है,फिर दूसरी शाखा जो पहली शाखा से बनी होती है उसके फूल भी तौड़ दिए जाते हैं इसके फल और फूल कुछ नर और मादा होते हैं इन्हें भी नहीं रखा जाता अब जो दूसरी शाखा से तीसर.... (Read More)
आप इसकी 3g cutting करे यह बढ़िया ढंग के फल लेने के बढ़िया तरीका है इसकी कटाई के समय पौधे की पहले टहनी से फूल तोड़ दिए जाते हैं इस टहनी के फूल और फल लगभग नर ही होते है,फिर दूसरी शाखा जो पहली शाखा से बनी होती है उसके फूल भी तौड़ दिए जाते हैं इसके फल और फूल कुछ नर और मादा होते हैं इन्हें भी नहीं रखा जाता अब जो दूसरी शाखा से तीसरी शाखा निकली है उसके फूल रखे जाते हैं इसे तीसरी तोड़ाई कहते हैं इसके फूल और फल लगभग मादा ही होते हैं धन्यवाद
Posted by Siya
Punjab
08-04-2020 12:06 PM
Punjab
04-10-2020 04:25 PM
mausam vibhag de anusar kal da mausam saaf hai.dhanwad
Posted by amit
Haryana
08-04-2020 12:05 PM
Punjab
04-10-2020 04:29 PM
amit ji yeh jaivik keetnashak hai iski matra 2ml prati litre pani ke hisab se spray karen,dhanywad
Posted by Harmeet
Punjab
08-04-2020 12:02 PM
Punjab
04-09-2020 03:34 PM
Harmeet ji tuc bater lain lai Sukhbir Singh 7035984444 Sarpanch Bater Farm nal sampark kr skde ho..
Posted by Jeetram
Rajasthan
08-04-2020 12:00 PM
Punjab
04-12-2020 09:58 AM
Jeetram ji sarso ka bhav 3500 - 3675/q chal raha hai, Thankyou.
Posted by Chagan m
Rajasthan
08-04-2020 12:00 PM
Punjab
04-10-2020 04:22 PM
haldi ki kheti ke liye badiya jal nikas vali halki aur bhari jameen iske liye badiya hoti hai khet men pani khada nahi hona chahiye kyuki is fasl men pani khade rehne se fungus ka hamla hota hai, iski bijai april ke ant men karni chahiye. isko paniri ke sath bhi ugaya jata hai. is liye june ke pehle hafte paniri ko khet men lga de.paniri ke liye 35-45 din ke paudhon ko khet men lgaye. gantho ko ktar men beeje aur 30 cm ke faasle par bijai aur paudhe men 20 cm ka faasla rakhe. bijai ke bad khet men 2.5 tonn straw se mulch karen. beej ko 3cm se jyada gehra nahi bona chahiye.dhanywad
Posted by Jagjit Hundal
Punjab
08-04-2020 11:53 AM
Punjab
04-09-2020 03:36 PM
ਤੁਸੀ ਫੀਡ ਪਸ਼ੂਆਂ ਦੇ ਖਾਣ ਦੇ ਹਿਸਾਬ ਨਾਲ ਦਿਓ ਜਿਸ ਫੀਡ ਨੂੰ ਪਸ਼ੂ ਵਧਿਆ ਤਰੀਕੇ ਨਾਲ ਹਜ਼ਮ ਕਰਦੇ ਹੈ ਅਤੇ ਵਧਿਆ ਦੁੱਧ ਦਿੰਦੇ ਹੈ ਉਸਦੀ ਵਰਤੋਂ ਹੀ ਕਰੋ ਤੁਸੀ ਇਹਨਾਂ ਵਿੱਚੋ ਕਿਸੇ ਦੀ ਵਰਤੋਂ ਕਰ ਸਕਦੇ ਹੋ
Posted by amarpal singh
Punjab
08-04-2020 11:48 AM
Punjab
04-09-2020 03:38 PM
ਅਮਰਪਾਲ ਜੀ ਤੁਸੀ ਇਸਦੀ ਵਰਤੋਂ ਕਰ ਸਕਦੇ ਹੋ ਇਸਦੇ ਨਾਲ ਤੁਸੀ ਪਸ਼ੂਆਂ ਨੂੰ ਵਧਿਆ ਫੀਡ ਅਤੇ ਵਧਿਆ ਮਾਤਰਾ ਵਿਚ ਹਰਾ ਚਾਰਾ ਦਿਓ ਕਿਉਕਿ ਵਧਿਆ ਖੁਰਾਕ ਨਾਲ ਪਸ਼ੂ ਦੀ ਵਧਿਆ ਗਰੋਥ ਹੁੰਦੀ ਹੈ
Posted by Durgesh singh singh
Uttar Pradesh
08-04-2020 11:43 AM
Punjab
04-09-2020 03:41 PM
Durgesh ji yadi apke nazdik market achi hai to aap sirohi aur boar goat rakh skte hai,
Posted by Amrit dhillon
Punjab
08-04-2020 11:39 AM
Punjab
04-08-2020 12:27 PM
ਹਲਦੀ ਦੀ ਬਿਜਾਈ ਅਪ੍ਰੈਲ ਤੋਂ ਮਈ ਤੱਕ ਕੀਤਾ ਜਾ ਸਕਦਾ ਹੈ
Posted by Fileep N Gamit
Gujarat
08-04-2020 11:38 AM
Punjab
04-09-2020 03:43 PM
yadi aap dairy farming bdde level per krna chahte hai to aap pehle iski training jrur len jisse apko iss kam ki purri jankari ho jayegi, iske ilawa aap murrah nasal ki bhains ko yadi achi nasal tyar krna chahte hai tab aap sarkari jyada milk dene wale bull ke semen bhrwa skte hai yaddi sarkari semen kam milte hai tab aap ABS company ke semen bhrwa skte unke bull ke ache record hai woh v aap bhrwa skte hai aur nasal v tyar kr skte hai.
Posted by Hariom Singh
Uttar Pradesh
08-04-2020 11:36 AM
Punjab
04-08-2020 04:32 PM
Hariom ji, kripya ap bataye ke yeh kisi fasal mein hain ya fir khali jameen par ug rakha hai taki apko uske hisaab se janakri di ja sake, dhanywad
Posted by daljitseknon
Punjab
08-04-2020 11:24 AM
Punjab
04-08-2020 07:15 PM
जगजीत जी आप उसे Mifex 450ml बोतल लगवाएं और उस बोतल में Tonophos inj. 20ml, Avil Inj. 10ml मिक्स करके लगवाएं और उसे Xnel inj. 1gm, Megludyne inj. 20ml (IM) लगवाएं यह आप तीन दिन लगवाएं इससे फर्क पड़ जाएगा।
Posted by Fefar
Gujarat
08-04-2020 11:23 AM
Punjab
04-08-2020 03:13 PM
Fefar ji, ap illi ki roktham ke liye isme quinalphos @ 4 ml prati litre pani ke hisaab se spray karein, dhanywad
Posted by Goverdhan Thakur
Madhya Pradesh
08-04-2020 11:14 AM
Punjab
04-13-2020 03:56 PM
Goverdhan Thakur ji chane ka bhusa lene ke lia aap Tulsiram hatta bhidari 6261067847 se samparak kar sakte hai, Thankyou.
Posted by Kamlesh Chandra
Uttar Pradesh
08-04-2020 11:10 AM
Punjab
04-10-2020 04:27 PM
चंद्र जी मौसम विभाग के अनुसार मौसम साफ़ है|
Posted by ਗੁਰਤੇਜ ਸਿੰਘ
Punjab
08-04-2020 11:02 AM
Punjab
04-10-2020 04:20 PM
ਮੱਕੀ ਵਿੱਚ ਨਦੀਨ ਵੱਡੀ ਸਮੱਸਿਆ ਹੁੰਦੇ ਹਨ, ਜੋ ਕਿ ਖੁਰਾਕੀ ਤੱਤ ਲੈਣ ਵਿੱਚ ਫਸਲ ਨਾਲ ਮੁਕਾਬਲਾ ਕਰਦੇ ਹਨ ਅਤੇ 35% ਤੱਕ ਝਾੜ ਘਟਾ ਦਿੰਦੇ ਹਨ। ਇਸ ਲਈ ਵੱਧ ਝਾੜ ਲੈਣ ਲਈ ਨਦੀਨਾਂ ਦਾ ਹੱਲ ਕਰਨਾ ਜਰੂਰੀ ਹੈ। ਮੱਕੀ ਦੀਆਂ ਘੱਟ ਤੋਂ ਘੱਟ ਦੋ ਗੋਡੀਆਂ ਕਰੋ। ਪਹਿਲੀ ਗੋਡੀ, ਬਿਜਾਈ ਤੋਂ 20-25 ਦਿਨ ਬਾਅਦ ਅਤੇ ਦੂਜੀ ਗੋਡੀ 40-45 ਦਿਨਾਂ ਬਾਅਦ।ਪਰ ਜਿਆਦਾ ਹੋਣ ਦੀ ਸੂਰਤ ਵਿੱਚ ਐਂਟੇਰਾਜੀਨ 500 ਗ੍ਰਾਮ ਪ੍ਰਤà.... (Read More)
ਮੱਕੀ ਵਿੱਚ ਨਦੀਨ ਵੱਡੀ ਸਮੱਸਿਆ ਹੁੰਦੇ ਹਨ, ਜੋ ਕਿ ਖੁਰਾਕੀ ਤੱਤ ਲੈਣ ਵਿੱਚ ਫਸਲ ਨਾਲ ਮੁਕਾਬਲਾ ਕਰਦੇ ਹਨ ਅਤੇ 35% ਤੱਕ ਝਾੜ ਘਟਾ ਦਿੰਦੇ ਹਨ। ਇਸ ਲਈ ਵੱਧ ਝਾੜ ਲੈਣ ਲਈ ਨਦੀਨਾਂ ਦਾ ਹੱਲ ਕਰਨਾ ਜਰੂਰੀ ਹੈ। ਮੱਕੀ ਦੀਆਂ ਘੱਟ ਤੋਂ ਘੱਟ ਦੋ ਗੋਡੀਆਂ ਕਰੋ। ਪਹਿਲੀ ਗੋਡੀ, ਬਿਜਾਈ ਤੋਂ 20-25 ਦਿਨ ਬਾਅਦ ਅਤੇ ਦੂਜੀ ਗੋਡੀ 40-45 ਦਿਨਾਂ ਬਾਅਦ।ਪਰ ਜਿਆਦਾ ਹੋਣ ਦੀ ਸੂਰਤ ਵਿੱਚ ਐਂਟੇਰਾਜੀਨ 500 ਗ੍ਰਾਮ ਪ੍ਰਤੀ 200 ਲੀ. ਪਾਣੀ ਨਾਲ ਸਪ੍ਰੇਅ ਕਰੋ। ਗੋਡੀ ਕਰਨ ਤੋਂ ਬਾਅਦ ਮਿੱਟੀ ਉੱਪਰ ਖਾਦ ਦੀ ਪਤਲੀ ਪਰਤ ਵਿਛਾ ਦਿਓ ਅਤੇ ਜੜਾਂ ਨਾਲ ਮਿੱਟੀ ਲਾਓ।
Posted by malti patwal
Uttarakhand
08-04-2020 10:55 AM
Uttar Pradesh
04-08-2020 03:53 PM
मालती जी नमस्कार, पौधे पर कीट का हमला है, इसके लिए आप 0.05% फास्फेमिडान या 4% नीम तेल के साथ 0.25% कार्बनडाईज्म का छिड़काव करें... !
Posted by Rajesh kumar
Haryana
08-04-2020 10:54 AM
Punjab
04-09-2020 03:29 PM
Rajesh ji aap iske uper carbendazim@400 gram prati acre ke hisab se spray karen aur pyaj ko mota karne ke liye aap NPK 130045@1 kilo ko 150 litre pani ke hisab se spray karen,dhanywad
Posted by शंकर लाल धनगर
Rajasthan
08-04-2020 10:37 AM
Punjab
04-08-2020 03:22 PM
Yeh fasal acche jal nikas vali chikni, retli or lal har tarah ki mitti mein ugai ja sakti hai. khet mein pani na khada hone dein kyu kikhade pani mein yeh jayda der bach nahi payegi fasal ki vridhi ke liye 6-6.5 pH vali mitti acchi mani jati hai. us khet mein adrak ki fasal na ugaiyen jaha pichli bar adrak ki fasal ugai gayi ho. har saal ek hi jameen par adrak ki fasal na lagayein. khet. ko 2.3 baar jotein or suhage se samtal karein adrak ki bijai ke liye 15 cm unche or 1 meter chode bed banaiye 2 bedon ke beech 50 cm ka fasal rakhein bijai may june ke pehle saptah mein ki jati hai podhe mein 15-30 cm panktiyobki doori or ek podhe se dusre podhe ki dorri 30 cm honu chahiye beej ki gehrai 3-4 cm ke kareeb honi chahiye adrak ki bijai sidhe dhang se or paniri lga kar ki ja sakti hai hijau ke .... (Read More)
Yeh fasal acche jal nikas vali chikni, retli or lal har tarah ki mitti mein ugai ja sakti hai. khet mein pani na khada hone dein kyu kikhade pani mein yeh jayda der bach nahi payegi fasal ki vridhi ke liye 6-6.5 pH vali mitti acchi mani jati hai. us khet mein adrak ki fasal na ugaiyen jaha pichli bar adrak ki fasal ugai gayi ho. har saal ek hi jameen par adrak ki fasal na lagayein. khet. ko 2.3 baar jotein or suhage se samtal karein adrak ki bijai ke liye 15 cm unche or 1 meter chode bed banaiye 2 bedon ke beech 50 cm ka fasal rakhein bijai may june ke pehle saptah mein ki jati hai podhe mein 15-30 cm panktiyobki doori or ek podhe se dusre podhe ki dorri 30 cm honu chahiye beej ki gehrai 3-4 cm ke kareeb honi chahiye adrak ki bijai sidhe dhang se or paniri lga kar ki ja sakti hai hijau ke liye taje or bimari rehat ganthe ka paryog karein bijai ke liye 480-720 kilo prati acre beej ka paryog karein beejai se oehle ganthe ko mencozeb 3 gram prati litre pani ke hisaab se upchar karein gantho ko 30 minute ke liye ghol bna kar bhigo dein isse gantho ko fufundi se bachaya ja sakta hai upchaar ke baad gantho ko 3-4 ghante ke liye shav mein sukhiyab khet ki tiyari ke samay mitti mein 150 quintal rudi ki khad Urea 55 kilo, SSP 60 kilo, MoP 16 kilo prati acre ke hisaab se pryog karein urea ko 2 hisson mein batein pehla hisaab bijai ke 75 days baad or baki hissa 3 mahine baad dalein.bijai se 3 din baad atrazin @ 4-5 gram prati litre pani ke hisaab se nami bali mitti par spray karein un nadeen ko khatam karne ke liye pehli nadeen nashak spray ke baad peda hota hai. bijai ke 12-15 din ke baad glyphosate @4-5 gram prati litre pani ki spray karein, nadeen nashak ki spray ke baad khet ko hati khaad ko ya dhaan ko parali se dhak dein, dhanywad
Posted by munna lal
Uttar Pradesh
08-04-2020 10:35 AM

?

Punjab
04-08-2020 10:43 AM
श्री मान कृपया आप अपना सवाल विस्तार से पूछें तो आपको पूरी जानकारी दी जा सके।
Posted by Avtar
Punjab
08-04-2020 10:20 AM
Punjab
04-08-2020 03:48 PM
Avtar jki kirpa karke tusi pehla wale question de reply vich hi question pucho ji. tusi new questionpost kita hai. os answer de comment vich puchan te tohanu expert answer denge ji . dhanwad
Posted by sneha
Uttarakhand
08-04-2020 10:18 AM
Punjab
04-08-2020 10:37 AM
Sir spray NPK 13:00:45@10 gm per litre water on litchi plants....
Posted by jatinder singh
Punjab
08-04-2020 10:11 AM
Punjab
04-09-2020 03:55 PM
Jatinder ji iss sme tan lockdown krke majh lyauni mushkil hai, kyuki lockdown vich kise nu bhut urgent kam hai uss nu bhejde hai bakia nu ajje bharr auun di permission nhi hai. tuci lockdown ton badd he leya skde ho.
Posted by jatinder singh
Punjab
08-04-2020 10:05 AM
Punjab
04-09-2020 03:58 PM
Jatinder ji tuci iss nu Hitek injection 1ml/50kg sarir de bhar de hisab nal chamdi vich lgwao ate isde jakham uppar eyes dhak ke topicure spray kro, iss nal frak paa jawega, baki tuci isde ass pass Butox spray kro jiss nal makhia khtam ho jndia hai ehh tuci pashua upar v krr skde ho..
Posted by amritpal singh
Punjab
08-04-2020 09:56 AM
Punjab
04-10-2020 04:08 PM
Amrit ji sabjiyan de uper vartan layi lassi 3 mahien purane hone chaide a jyada purani lassi patte mcha dindi hai,dhanwad
Posted by Sidharth Wadhwa
Punjab
08-04-2020 09:54 AM
Punjab
04-10-2020 04:17 PM
Posted by parminder Singh
Punjab
08-04-2020 09:52 AM
Punjab
04-08-2020 10:38 AM
श्री मान आप M-45@500 gmप्रती एकड़ सप्रे कर सकते हो।
Posted by Sandeep Shukla
Uttar Pradesh
08-04-2020 09:32 AM
Punjab
04-10-2020 04:16 PM
Sandeep ji iski kheti ke liye lagbhag 1 bighe men 50,000 rupaye tak aa jata hai,dhanywad
Posted by Hariom Singh
Uttar Pradesh
08-04-2020 09:30 AM
Punjab
04-10-2020 04:05 PM
hariom ji kripya btaye ke aapne isme konsi fasl ki bijai ki hai taki aapko uske hisab se jankari di ja sake,dhanywad
Posted by Gurwinder singh
Punjab
08-04-2020 09:25 AM
Punjab
04-08-2020 03:15 PM
ਮੱਕੀ ਵਿੱਚ ਨਦੀਨ ਵੱਡੀ ਸਮੱਸਿਆ ਹੁੰਦੇ ਹਨ, ਜੋ ਕਿ ਖੁਰਾਕੀ ਤੱਤ ਲੈਣ ਵਿੱਚ ਫਸਲ ਨਾਲ ਮੁਕਾਬਲਾ ਕਰਦੇ ਹਨ ਅਤੇ 35% ਤੱਕ ਝਾੜ ਘਟਾ ਦਿੰਦੇ ਹਨ। ਇਸ ਲਈ ਵੱਧ ਝਾੜ ਲੈਣ ਲਈ ਨਦੀਨਾਂ ਦਾ ਹੱਲ ਕਰਨਾ ਜਰੂਰੀ ਹੈ। ਮੱਕੀ ਦੀਆਂ ਘੱਟ ਤੋਂ ਘੱਟ ਦੋ ਗੋਡੀਆਂ ਕਰੋ। ਪਹਿਲੀ ਗੋਡੀ, ਬਿਜਾਈ ਤੋਂ 20-25 ਦਿਨ ਬਾਅਦ ਅਤੇ ਦੂਜੀ ਗੋਡੀ 40-45 ਦਿਨਾਂ ਬਾਅਦ।ਪਰ ਜਿਆਦਾ ਹੋਣ ਦੀ ਸੂਰਤ ਵਿੱਚ ਐਂਟੇਰਾਜੀਨ 500 ਗ੍ਰਾਮ ਪ੍ਰਤà.... (Read More)
ਮੱਕੀ ਵਿੱਚ ਨਦੀਨ ਵੱਡੀ ਸਮੱਸਿਆ ਹੁੰਦੇ ਹਨ, ਜੋ ਕਿ ਖੁਰਾਕੀ ਤੱਤ ਲੈਣ ਵਿੱਚ ਫਸਲ ਨਾਲ ਮੁਕਾਬਲਾ ਕਰਦੇ ਹਨ ਅਤੇ 35% ਤੱਕ ਝਾੜ ਘਟਾ ਦਿੰਦੇ ਹਨ। ਇਸ ਲਈ ਵੱਧ ਝਾੜ ਲੈਣ ਲਈ ਨਦੀਨਾਂ ਦਾ ਹੱਲ ਕਰਨਾ ਜਰੂਰੀ ਹੈ। ਮੱਕੀ ਦੀਆਂ ਘੱਟ ਤੋਂ ਘੱਟ ਦੋ ਗੋਡੀਆਂ ਕਰੋ। ਪਹਿਲੀ ਗੋਡੀ, ਬਿਜਾਈ ਤੋਂ 20-25 ਦਿਨ ਬਾਅਦ ਅਤੇ ਦੂਜੀ ਗੋਡੀ 40-45 ਦਿਨਾਂ ਬਾਅਦ।ਪਰ ਜਿਆਦਾ ਹੋਣ ਦੀ ਸੂਰਤ ਵਿੱਚ ਐਂਟੇਰਾਜੀਨ 500 ਗ੍ਰਾਮ ਪ੍ਰਤੀ 200 ਲੀ. ਪਾਣੀ ਨਾਲ ਸਪ੍ਰੇਅ ਕਰੋ। ਗੋਡੀ ਕਰਨ ਤੋਂ ਬਾਅਦ ਮਿੱਟੀ ਉੱਪਰ ਖਾਦ ਦੀ ਪਤਲੀ ਪਰਤ ਵਿਛਾ ਦਿਓ ਅਤੇ ਜੜਾਂ ਨਾਲ ਮਿੱਟੀ ਲਾਓ।
Posted by kalyan mal
Rajasthan
08-04-2020 09:24 AM
Punjab
04-10-2020 12:57 PM
खरीफ के मौसम में फसल की बिजाई अंत मई से जून या मॉनसून की शुरूआत में की जाती है|आप किस्मे जैसे Sankar Ganga Safed 2,Sankar Ganga 5,Sankul Ageti 76 की बिजाई कर सकते है|
Posted by rajendra bairwa
Rajasthan
08-04-2020 09:24 AM
Punjab
04-08-2020 03:17 PM
राजेंद्र जी, कृपया किस्म का पूरा नाम बताये ताकि आपको उसके हिसाब से इसके बारे में जानकारी दी जा सके, धन्यवाद
Posted by Daljeet singh
Punjab
08-04-2020 09:22 AM
Punjab
04-08-2020 10:38 AM
श्री मान ग्रोथ के लिए आप NPK 19:19:19@1kg प्रति एकड़ सप्रे करें।
Posted by lakhwindersingh
Punjab
08-04-2020 09:21 AM
Punjab
04-12-2020 10:11 AM
Lakhwindersingh ji charging wala pump len lai tusi Rajiv garg (Raja) 9815940212, 9317793673 Raja Enterprises ਨਾਲ ਸੰਪਰਕ ਕਰ ਸਕਦੇ ਹੋ।
Posted by Manish Kumar
Bihar
08-04-2020 09:19 AM
Punjab
04-10-2020 11:58 AM
Manish ji kripya aap apna swal vistar se pooche ke aap iski ktayi ke liye kya jankari lena chahte hai taki aapko iske bare men poori jankari di ja sake.dhanywad
Posted by रमेश कुमार
Rajasthan
08-04-2020 09:15 AM
Punjab
04-10-2020 11:52 AM
रमेश जी कृपया आप बताये कि आप कौन सी फसल की बाग़बानी करना चाहते है ताकि आपको इसके बारे में पूरी जानकारी दी जा सके|
Posted by Manish Kumar
Bihar
08-04-2020 09:13 AM
Punjab
04-09-2020 06:01 PM
Manish ji kripya aap apna swal vistar se pooche taki aapko iske bare men poori jankari di ja sake,dhanywad
Posted by Babalu Vishwakarma
Uttar Pradesh
08-04-2020 09:05 AM
Punjab
04-09-2020 05:56 PM
बबलू जी आप इसके ऊपर जिंक सल्फेट @ 3 ग्राम को प्रति लीटर पानी के हिसाब से स्प्रे करें